How can I make a pendrive bootable with multiple OS? | Multiboot USB Windows 7 and 8 and 10
Dosto aaj ham sikhne wale hai ki computer ke liye multibootable pendrive kaise Banate hai.
Multibootable pendrive kya hota hai?
Dosto pahle jaan lete hai ki ye multibootable pendrive kya hota hai multibootable pendrive se ham apne computer mai koi bhi Operating system install kar sakte hai. normal pendrive ko Bootable ya multibootable pendrive banaya jaata hai
Bootable kya hota hai?
Bootable ka matalab hai wo pendrive jise computer boot kar sake us mai jo file hai use Read kar sake jab bhi ham computer system mai koi operating system install karte hai tab Normal pendrive ko hamara system read nahi kar pata kiyu ki jo pendrive ka root formet kota hai wo alag hoya hai jise computer pahchan nahi pata us Normal pendrive ko aap ko chalu computer mai hi use kar sakte hai lekin bootebul
pendrive ka root NTFS, alag hota hai jise computer read kar leta hai use pahchan leta hai aur us mai jo files hoti hai use Read karke "seup" file boot hone lagti hai aur ka Presses kone lagta hai aur is taraha se ham ek "OS"ko install kar pate hai aasha karta hu ab aap samajh gaye honge.
Bootable Pendrive main aap ek hi "OS" yani operating system install kar sakte hai par multibootable pendrive se ham ek pendrive se koi OS install kar sakte hai jaise ki man lo aap ke paas 5 computer hai aap ke ghar ya office mai ho sakta hai uar aap ke paas ek pendrive hai jo multibootable hai is mai aap ne kuch "ISO" file daal rakhi hai hai jaise
Windows 10
Windows 8
Windows 7
Android PC
linux
Ya koi aur bhi ho sakta hai hai ab aap apni marji se kisi bhi computer mai koi bhi operating system install kar sakte hai
Ab aap samajh hi gaye gonge(((( Dosto agar ye jaankari aap video dekh kar lena chahte hai to hamare YouTube channel Kuchh Naya Sikhen ko visit kare ya ye video Dekhen
Multibootable Pendrive Kaise Banaye
Chaliye ab sikh lete hai ki ham ek multibootable pendrive kaise bana payenge is ke liye ek software ki jarurat padegi jis ka Naam hai "VENTOY" ise aap ko apne computer mai run karana hai ise install karne ki jarurat nahi hoti aap ko is ki "ZIP'' file download DOWNLOAD karni hai karib 10 mb ki is ki zip file hoti hai aur wo ISO file download karni hai jo aap ko apne computer mai install karna hai jaise Windows 7/8/10/11 ya chrome OS Linux ya koi aur bhi ho sakta hai wo aap ki marji hai is mai aap apni marji se kitne bhi OS ki ISO bhi daal sakte hai bas ye dekh lena ki aap ki pendrive kitne GB ki hai usi hisab se waise ek ISO file 3 se 6 GB ki hoti hai. Chaliye ab aap ne iso file aur ventoy ki rar file dono
download karli hai ye ventoy software windows ke liye hai agar aap windows ke alawa koi use kar rahe hai to niche comment karke hame bata sakte hai us ka bhi software mai aap ko de dunga ya aap Google kar sakte hai. Ab aap ko apni rar file ko extract kar lijiye aap niche image dekh kar bhi samajh sakte hai
Aap ko rar file ke upar right click karke extract hare par click karna hai ye extract ho jayegi ap aap ko ek folder show hoga use open karna hai us main ventoy naam se ek software hoga use Run us administer par click karna hai
Ab ye software open ho jayega ab aap ko apni pendrive apne computer mai lagani hai jab ye ventoy software open hoga to aap ko ek pop-up dikhega kuch is taraha se
Yaha par aap ka computer kis partition par hai use Automatically read kar lega jaise MBR YA GPT aur upar aap ka pendrive show hoga aur niche aap dekh sakte hai ki ek install ka button dikh raha hai aap ko kuchh nahi karna bas install button par click karna hai. Ab aap ko ek winning show hogi ji par likha hoga ki aap ki pendrive format hojayegi agar aap ke pendrive main koi jaruri data hai to use aap nikal lijiye kiyu ki sab delete hojayega ok to ab ok kar dijiye ek baar fir se working show hogi fir ok click kar dijiye kuch second wait kijiye ab aap ka pendrive
multibootable ban chuka hai ab ek baar jo update ka button hai hai use click kar dijiye
Ab aap ne apni pendrive ko successful multi bootable pendrive bana liya hai ab aap is main iso file ko copy kar lo jitni aap ke paas hai aur ab aap kisi bhi computer mai windows install kar sakte hai
Koi problem hai to comment karke hame batao jada jaankari ke liye Hamara YOUTUBE channel KUCHH NAYA SIKHEN visit Karen
Write comment