Amazon account Permanently delete kaise kare? अमेजॉन का अकाउंट डिलीट कैसे करें ?
dosto aaj ham sikhne wale hai ki ham apne amzon account ko permanently delete kaise kar sakte hai
kuchh doston ke man main sawal hoga ki ham apna Account kiyu delete karen?
kai baar aisa hota hai ki ham Jab Bhi Amazon account banate hain account banane ke bad Jab ham Kuchh Din bad use login Karte Hain To ya Apna username Bhul Jaate Hain ya FIR Apna password Bhul Jaate Hain aur FIR kya hota hai ki Ham Ek Aur naya account banaa lete hain aur jab aapko Yaad aata hai ki Hamara username password ye tha to aap pahle wala account use karne lag Jaate Hain aur jab vah 2nd account aap use Nahin Karte To Aise main use account ko Hamen delete karna padta hai Kyunki Hamara vahan per bahut sara information hota hai Jaise Apna Credit Debit Card Apna adress apni profile vagaira vagaira to use account Ko Jab Ham use hi nahin kar rahe to use delete karna hi Behtar Hoga Kyunki hamare pass Ek account pahle se hi hai jisse Ham Hamesha use karte hain Aur Do account hone se Ham Jab Bhi Apne account ko login Karte Hain To confuse ho Jaate Hain Kya hamara account ye tha ya FIR wo tha to isliye aap ek account delete karna padta hai
To Chaliye sikh lete Hain
Amazon account delete kaise kare in Hindi
Mujhe YouTube channel ke video par comment aate hai ki bhai Amazon ka jo account hota hai vahan par account delete ka option Nahin Hota To Ham use delete kaise kar sakte hain to Aaj is article Mei Main aapko bataunga ki aap Amazon ke account Ko Kaise delete Karenge
Sab se pahle aap ko apne us account ko login karna hai jise aap delete karna chahte hai uske baad aap apne
Your account par click karna hai fir account par click karna hai aur aap ke saamne ye page open hoga aap images dekh kar samajh sakte hai
Ab aap ke saamne ye page open ho jayega ab yaha aap ko click karna hai jaha likha
"Continue your chart" Ab yaha par aap click karnge to aap ko chat ko options milega ek pop-up Open hoga jaha aap apne account ke baare mai "Amzon customer care se sidhe live chat kar sakte hai apne account ki problem unhe bata sakte hai jaise aap ko apna account delete karwana hai to tipe kijiye "Delete my This account" aap ko ek link send hogi jis par aap ko click karna hai click karne ke bad aapko ye page milega Ab aap ko kai options milenge aap ko apne account delete karne ke liye request bhej Ne Hogi jaha likha hoga
" to submit a your request to close your Amzon account and delete your personal information" Iske niche likha hoga go to close Your Amazon account 1st No. Wali link par click karna hai ab ek aur page open hoga kuchh is tarah seYaha aap ko account delete karne ki wajah batani hogi to ye chun sakte hai (I have another account) agar aap ki account delete karne ki wajah koi aur hai to wo bhi aap select kar sakte hai Ab aap ko checkbox par check karne ke baad close my account ke upar click kar dijiye aapka account Hamesha ke liye permanently delete (close) ho jaega
Write comment