Rotate any image or logo Through Animation Free
How to make animated Logo
Doston Aaj ham sikhane Wale Hain Ki ham kisi bhi image photo ya Fir aapka koi brand ka logo hai to use ham ek 3D look Kaise de sakte hain Animation Ke jarie vah bhi sirf do minut mein To janne ke liye is artical ko pura padhiye
Pahle aapko apna image photo Rotate animation banane ke liye aapko use Photo Ko acche se design Edit kar lena hai aur crop kar lena hai agar aapke pass koi branding logo hai to uska background aapko pahle hi kisi tool se Remove kar lena hai agar aapka image ya logon taiyar hai to aap use upload Karen upload karne ke liye upload button per click Karen
Lekin usse pahle Jaan lete Hain Ki hamen animation Kaise Banana hai to aap step bye step image mein diye tarike ke anusar aap apna khubsurat animation banaa sakte hain
- Step mein aapko image upload karna hai
- Step mein aapko effect select karna hai jo aap affect Dena chahte Hain use aap select kariye
- Step mein aap iski Speed kam ya jyada kar sakte hain
- Step mein aap yahan par filter de sakte hain aapko jo filter Pasand aaye use aap set kar sakte hai
- Step main Aap ko Download Gif ka Option Milega Ab Aap Apni Gif File ko Download kar lijiye
Aapka image Generate ho chuka hai ab aap ise Download Gif par click karke download kar sakte hain to yah thi aaj ki jankari asha karta hun aapko yah jankari pasand Aai hogi pasand aai ho to like Karen aur apne doston ko share Karen aur aise hi Jankari ke liye hamare blog ko subscribe ya follow Karen Dhanyvad aapka din Shubh Ho Jada Jankari ke Liye Aap mere Youtube Channels Par video Dekh sakte hai
Comments
Post a Comment
Write comment