Adslop Ke ads blog par laga kai paise ksise kamye
dosto aaj mai aap ko bataunga ki aap anpi website se chahe wo blogger par hai ya WordPress par aap apni website par add laga sakte hai chaahe wo aap ne do din pahle hi kiyu na banai ho to chaliye aaj sikh lete haiNew blog par ads kaise lagaye
Dosto kai baar aisa hota hai ki aap ne maan lo ek naya blog banaya hai to jaia ki aap jante hai ki naye blog par adsens ads nahi deta yani adsense ki taraf se hame approval Nahi milta kiyu ki hamara blog naya hota hai aur us main hame jaada jankari nahi hone
blogger monetization without adsense
ji ha dosto aap is website se apne blog website par ads laga sakte ho
google adsense pin verification kaise kare.
se ham kuchh galtiya kar baithte hai us ki wajah se bhi adsense ka approval nahi mil pata. Hame apni website par aur bhi bahut kuch settings karni padti hai aap hamare is bolg par wo saari jaankari le sakte hai agar aap naye hai to kiyu ki website monetize katane ke kuchh niyam tums and conditions hoti hai aap niche dekh sakte hai, Kekin doso jo aaj mai aap ke saath share karunga us website se aap apni website par ads laga sakte ho chahe aap ki website mai do post hi kiyu na ho ya do din purana hi kiyu na ho. Jaha se aap apni website par ads. Lagane wale ho us ka naam hai Adslop aur dosto agar aap adnow se apni website par ads. Lagana chahte hai aur is ke baare mai jaada jaanana chahte hai to ye post dekheblogger monetization without adsense
ji ha dosto aap is website se apne blog website par ads laga sakte ho
Adslop kya hai ?
Dosto Adslop ek Advertising website hai jaha se aap apne website par ads. Laga kar paise kama sakte ho isi ke alawa jab aap is Register karte ho to aap ke do account create ho jaate hai 1st. Advirtiser 2nd. Publisher
Publisher id aap ko apni website par ads laga sakte ho. Aur Advirtiser id se aap aapni ads karwa sakte ho. Kher chalo hame to paise kamane hai to ham publisher id use karni hai jab aap is mai Register karoge to aap ko 2$ free milte hai Advirtiser id ke liye aur maje ki baat ye bhi hai ki aap is mai refer kar ke bhi paise kama sakte hai ji ha dosto aagar aap is website se kisi ko Register karwate ho to bhi aap earning kar sakte ho
Adslop kaise Register kare?
Dosto Adslop ko Register karne ke liye aap ko Apna Naam apni email id, address,Mobile Number, jo ki sab ke paas hota hai. To chaliye Register kariye aur paise kamiye Register kare ke liye niche banner click kare ye ek refer banner hai Click Here To Join AdslopAdslop Ke ads blog par kaise lagaye
Dosto ads lagana kaafi simple hai jaise aap adsense ke code use karte ho waise hi yaha se bhi aap "Html" coding ke jariye ads laga sakte ho sabse pahle aap ko login karna hai fir aap ko Publisher Home page
par jana hai Next create code ke option par click kare fir aap ko kis size ka ads chaliye wo aap bana sakte hai sab se maje ki baat ye hai ki aap yaha se kam se kam 5 $ bhi withdraw kar sakte hai payment bhi aap paypal bitcoin ya sidhe apne bank mai le sakte hai. jaada jankari ke liye Hamara Youtube channel Kuchh Naya Sikhen ka video dekhe us
video main poora samjhaya gaya hai ki ads kaise lagane hai ya aap niche comment kar sakte hai mai aap ka reply Jarur dunga Dosto aasha karta hu aap ko ye jaankari pasand aai hogi agar aap ka adsense Youtube ya blogger se juda koi sawal hai to aap comments karne mai sankoch na kare. Agar dosto aisi jaanari aap video se lena chahte hai to hamara channel jarur subscribe kare link niche hai. धन्यवाद
Write comment