Blogger monetization without AdSense "adnow" for blog website
Doston Aaj Ham Baat Karne Wale Hain ki agar aapki ki kisi website par AdSense ka approval Nahi mil raha hai to aap adnow ki website se apne website par ads. Kaise Lagta sakte hain aapki koi bhi blog website Ho blogger ya wordpress par
Blogger monetization
Jaisa aap Jante Hain ki agar aapane abhi abhi naya blogger par website create kiya hai to aapko itni jaldi adsens ka approval Nahin Milta Kyunki Yahan par Hamen Kuchh jankariyan kam hoti hai aur Hamara blog itni jaldi SEO rank Nahin Hota hai aur na hi itne article hote hain Hamari website par to isliye adsens ki taraf se approval Milana bahut Mushkil hota hai Sabse pahle Hamare blog par Sabhi page hone chahie Agar blogget ke bare mein jyada Jankari chahie to Aap Hamare article pad sakte hain is bare mein Ham Aaj Baat Nahin Karenge Aaj Ham apni website ko monetize kaise karen without adsens Yahi baat karenge to doston Chaliye Shuru Karte Hain Jis ad network se Ham apni website par ads lagaenge uska naam hai ADNOW
Ji ha dosto adnow se hi ham ad lagayene
What is this adnow, adnow kya hai?
Dosto ADNOW NATIVE ADVERTISING ek company Hai Jahan se ham adnow publisher ID Banakar apni website par ads. Gaga sakte hain
AdNow review
Doston Agar Ham adnow ke review Ki Baat karen to to article bahut Lamba ho jaega aur aap bor Ho Jaenge aur aap sochoge ki bhai Kahan Aake fas Gaya Jo chahie vah Jankari Nahin Mili, To Ham agale article mein adnow ka full review Karenge Iske
bare mein Puri Jankari Lenge jaise
AdNow full review
AdNow Earning
Adnow CPC rates
Adnow publishers id
Ad now privacy policy
Adnow terms and use
Adnow advertiser ID
Doston Jaisa ki aap jante ho ki Blogger monetization rules Ke Mutabik aapke blog par 15 se 20 article aur kam se kam 6 mahine Purana aap ka blog Hona chahie tabhi aapko AdSense ke liye approval Shayad mil jaaye Agar aap ne free domain blogspot.com se website banate hain to lekin is adnow website se iska Koi Lena Dena Nahin bus aap ki website par traffic Achcha Hona chahiye apni website par ads. Lagane ke liye Hamen sabse pahle adnow ki website par Jana Hoga aapko Niche join now paar click karna hoga to aap Sidhi is website par pahunch jaaoge
Ab aapko Yahan par do button Milenge publisher and advertiser aapko publisher ke upar click karna hai aur is from ko fill karna hai Is Tarah Se
- Aap ka naam
- Aap ka mail is
- Language
- Password
- confirm password
- Skype jaruri nahi
- Terms and use
- Privacy policy
Khali box Mein ✔️✔️tick ka Nishan lagaen aur "im not robot" par click kar ke captcha pura kijiye yani verify kijiye aur fir submit par click kar dijiye. Ab Yahan par aapko ek message show hoga jahan likha Hoga aap ko ek confirm registration link bheja gaya hai
ab Apna email box open karna hai aur us email ko dekhna Hai Agar mail aa gaya hai to use open kijiye mail ke andar aapko Ek confirm registration link Milega use click Kijiye aap apne Browser mein redirect Ho jaaoge email confirm hone ke bad aapka account activate ho jaega
ab Apna email box open karna hai aur us email ko dekhna Hai Agar mail aa gaya hai to use open kijiye mail ke andar aapko Ek confirm registration link Milega use click Kijiye aap apne Browser mein redirect Ho jaaoge email confirm hone ke bad aapka account activate ho jaega
Doston dosto last wali post Mein Humne sikha tha ki ham Apne blogger ya wordpress ki website par adslop ke aap ye bhi dekh sakte hai -> monetize blogger without adsense /Bina Adsense ke blog par ads kaise lagaye
to Aap "adslop" Ke ads Bhi apni website par Laga kar jada paise kama sakte ho Agar aapane vah article Nahin padha hai to aap padh sakte hain aur apne website par ads. Laga sakte hain,
To chalo ise continue karte hain ab aapko apni website is mein add karni hai Ek red colour ka button Hoga Jis per likha Hoga add site us par click Kijiye aur fir Kuchh Aisa aapko dikhega
Ab Jahan Jaisa bataya gaya hai use bhar dijiye aur I agree par check ✔️Nisan lagakar ok par click kar dijiye ab aap ki website adnow par add ho chuki hai ab aapko apni website ke liye add create Karne hain Chaliye Sikh Lete Hain
Jasvendraparmar>
Adnow ke ads kaise create kare?
Jab aap ki website add ho jayegi Uske baad aapko website ke URL Ke Samne Ek red button show Hoga Jis per likha Hoga
add a widget Uske upar click karna hai Uske pass aapko left side mein ek black colour ka option Milega aur right side mein aapko Kuchh ads ke demo dikhai denge is Tarah Ki ads.aap ki website par Dikhai Jaenge abhi Yahan par Kuchh settings kar lete hain Taki Hamare ads. Ham Jis Tarah Se Chahe waise hi Dikhai De
Widget type: Yahan par aap mobile or PC dono check Kar Lijiye is wale option se aap apne Sare ads. customise kar sakte hain Aap Jaisa Chaho waisa ads dikha sakte hain to Shayad aap ads bana loge Agar Fir Bhi aapko Kuchh Samajh Mein Nahin Aaye To aap Hamara Kuchh naya sikhen YouTube Channel ka video dekh sakte hain aap yah video Dekhkar pura samajh jaaoge aur aasani se ad bhi create kar Sakoge to visit Kijiye Hamare YouTube channel ko aur aise hi latest video dekhne ke liye Aap Hamare YouTube channel ko subscribe bhi kar sakte hain yah bilkul free hai video Dekhen
Asha karta hun ye video dekh Kar aap ne apna ad banaliya hoga ab Jaise video mein bataya Gaya Hai Usi Tarah Se Pehla HTML code aapko copy karna hai aur apne blogger mein aana hai add a gadget ke upar click Karke vahan par
HTML/javascript add karna hai uske baad Jo code aapane copy kiya tha usko ko vahan par paste karna hai FIR aapko Adnow wale page par aana hai aur jo niche wala code yani 2nd html code vahan se copy karna hai aur Jahan par Abhi Abhi aapne pahla jo code paste kiya tha Uske just baad dusra wala code bhi paste kar dena hai aur save ke upar click kar dena hai ab aapko view blog ke upar click Karoge To aapko vahan par advertising show Hone Lagenge
to is tarike se aap apni website ko monitise ka ke ads. Laga sakte ho ab aapane apni website par ads. Lagana Sikh liya hai agar Fir Bhi aapka koi Sawal hai to aap niche comment Kijiye main aap ko reply Jarur dunga aur aise hi artical padhne ke liye Aap Hamare is blog ko bhi email ke dwara subscribe kar sakte hain follow kar sakte hain agar aap aise hi related video dekhna Chahte Hain To Aap Hamare YouTube channel Kuchh naya sikhen ko bhi subscribe kar sakte hain social media ke liye aap is website par Twitter, Facebook, page Instagram, ko bhi follow kar sakte hain Hamari website par aane ke liye aapka bahut dhanyvad kripya ise share Karen
Hi Ji apka Tutorials Very Useful hai. Yeh mera blog hai. EzyTrics is the right platform for getting Pure SSD Unlimited Cloud Web Hosting with cPanel, Free SSL, Wordpress, Joomla, Drupal in Very Cheapest Price. EzyTrics Blog is the best choice for buying Premium Domains in Very Lowest Price. Eg. .com .net .info .in etc.. EzyTrics is a best blog for choosing all kind of Templates for Blogger and Wordpress. Fully Customization Responsive templates, News Magazine Templates, Apk Templates and Fast loading SEO templates are available in EzyTrics blog.
ReplyDelete